Ek majnu tha jaha mein
Aur ek mein paida hua
Wo tha laila par fida
Aji mein aap par saida hua
Rakh lo mohe rakh lo
Aji rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Kabhi in gore hatho par
Tere mahendi lagi hogi
Tere mukhde pe zulfa kar
Pareshan kar rahi hogi
To mein chupke se aakar
Ho ji aakar ha ha ji aakar
Haye mein chupke se aakar
Zulf mukhde se hatauga
Rakh lo aji rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Rakh lo rakh lo khidmat mein
Khidmat mein khidmat mein
Ha rakh lo rakh lo khidmat mein
Khidmat mein khidmat mein
Ha rakh lo rakh lo khidmat mein
Khidmat mein khidmat mein
Ha rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Tere kadmo pe aakar
Jute aashiq gir rahe honge
Jo dil leke tumhare pichhe
Pichhe phir rahe honge
To un dil faik lo do
Ha ji lo do hoye hoye ji lo do
To un dil faik lo do
Ke tumhe aakar bachaunga
Rakh lo aji rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aunga
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to yaad aunga
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to yaad aunga
Kasam teri gujarte hi
Nahi raate zudai ki
Agar tune kabhi meri
Wafa se bewafai ki
To in nazuk ke hatho
Ha ji hatho ha ha ji hatho
To in nazuk ke hatho
Gala tera dabaungi
Rakh lo aji rakh lo khidmat mein
Kabhi to yaad aunga
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to yaad aunga
Rakh lo ho mohe rakh lo
Aa hi rakh lo
Rakh lo rakh lo khidmat mein
Khidmat mein khidmat mein
Rakh lo rakh lo khidmat mein
Khidmat mein khidmat mein
Rakh lo rakh lo khidmat mein
Khidmat mein khidmat mein
Rakh lo rakh lo rakh lo
Rakh lo rakh lo rakh lo
Chal be kale kauve
Rakh lo khidmat mein
Kabhi to kaam aayenge.
Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle