Ganga ke ek kinare
Rahta hai ek tota
Ganga ke ek kinare
Rahta hai ek tota
Mera man hai ye salona
Jaise kyo chand sona
Dil hai mera ek tota
Jispe ram ki hai kripa
Deewane kyo na tu ye samjhe
Mamla hai mere dil ka
Ganga ke ek kinare
Rahta hai ek tota
Tera man hai ye salona
Jaise ke chandi sona
Pyar tota hai chadi hai
Isko dekho prem masti
Isliye to aye ladki tu
Hawa mein udti
Mast pawm mere karta hai
Main udti jau
Tu jo kahe to main bhi udke
Pichhe tere aau
Main hur hu main sundari
Lagti hu main ek kali
Ye to bata aye dilruba
Jayegi tu kis gali
Tera ye hare ram tota
Kyo mera nam nahi leta
Hai kya dil me tere batla
Chali aa tu baaho mein aa
Ganga ke ek kinare
Rahta hai ek tota
Tera man hai ye salona
Jaise kyo chand sona
Tujhe to shobha degi
LeĀ le ja mala kanthi
Tujhe dekh ke baj jati hai
Kyo meri ghanti
College mein kya yahi path
Aate ho roj padhne
Roka maine deewane nain hai
Tujhse lage ladne
Bul bul hu main ud jaungi
Kaise fasayega tu
Dil pe mere haye kab talak
Chhuriya chalayegi tu
Bada lachar hai ye tota
Deewane hare ram dil ka
Deewana ho gaya hai tera
Hata de ab tu ye parda
Ganga ke ek kinare
Rahta hai ek tota
Tera man hai ye salona
Jaise kyo chand sona
Tera ye hare ram tota
Kyo mera nam nahi leta
Hai kya dil mein tere batla
Chali aa tu baaho mein aa.
Sonu Nigam
Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan