Garibo se nafrat
Mohabat amiro se
Duniya ka ye dastoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Garibo se nafrat
Mohabat amiro se
Duniya ka ye dastoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Koi na koi baat hain maf karna
Ho koi na koi baat hain maf karna
Koi is tarha pes aata hain varna
Hume apni mehfiul
Se yun na uthate
Bithaya hain sabko
Hume bhi bithate
Hume bhi bithate
Hum me kami kuch zaroor hai
Hazoor aapka kya kasoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Garibo se nafrat
Suna tha nashe
Mai hai badi kharabi
Bahak jate hain log
Banke sharabi
Suna tha nashe
Main hai badi kharabi
Bahak jate hain log
Banke sharabi
Tumhe aaj dekha
To humne ye jana
Daulat mein kitna shurur hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Garibo se nafrat
Kahi bin bulaye
To jate nahin hum
Kahi bin bulaye
To jate nahin hum
Kabhi dil ki bato
Mein aate nahin hum
Khata ho gayi aa
Gaye aapke ghar
Hume har saza manzoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Garibo se nafrat
Mohabat amiro se
Duniya ka ye dastoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain
Hazoor aapka kya kasoor hain.
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar