Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Ro ke jiyo to rona hai
Rona haiĀ rona hai
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Ro ke jiyo to rona hai
Hum kyo soche kal kya hoga
Hoga vahi jo hona hai
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Ek din aaye ek din jaye
Do din me soo rang dikhaye
Shaam savere ye sanso ke
Deep jalaye
Deep bhujhaye
Is jiwan me kya jane
Kya pakar kya khona hai
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Din bole ye mausam badale
Mausam ki ye sargum badale
Aachal mahake
Kajal bahake
Ye payal ki cham cham badale
Dil chukar jo dil badale hai
Vo mausam bada salona hai
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Raat andhari subha sunduri
Par dono me kya hai duri
Man ka dhiraj tute na tu
Puri ho har aas adhuri
Sukh dukh ke phulo se to
Jiwan haar pirona hai
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Ro ke jiyo to rona hai
Hum kyo soche kal kya hoga
Hoga vahi jo hona hai
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi
Gaa ke jiyo to geet hai ye zindagi.
Anandji Virji Shah, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Anuradha Paudwal, Kishore Kumar