Geeton par pehre hai
Hotho pe tale hai
Yaha to jine ke chalan
Nirale hai
Sach yaha bolo nahi
Raaze dil kholo nahi
Jahan se socho nahi
Aankho se dekho nahi
Hai ye jhutho ka jaha
Har juba hai bezuba
Phir bhi jina hai yaha
Jaye to jaye kaha
Chahe jaisi uljhan ho
Lakh jamana dushman ho
Jab tak mere sath ho tum
Geet hoon main aawaz ho tum
Yuhi main gaunga
Paiso ki duniya mein
Har say ki kimat hai
Apni tarah se to
Jina mushibat hai
Sathiyo hath mein
Hath do sath do
Tum hi meri chahat ho
Tum hi takat ho
Sapno ka geeto se
Geeton ka jiwan se
Jeevan ka chahat se
Rishta purana hai
Chahe jaisi uljhan ho
Lakh jamana dushman ho
Jab tak mere sath ho tum
Geet hoon main aawaz ho tum
Yuhi maib gaunga
Geeton par pahre hai
Hotho pe tale hai
Yahan to jine ke
Chalan nirale hai
Ek se aansu hai
Ek si aankhe hai
Ek se rahi ek si rahe hai
Yu to gino to kayi aadmi
Hai magar ek hi aadmi
Main hi sari janta hoon
Main hu sari janta hai
Chahe jaisi uljhan ho
Lakh jamana dushman ho
Jab tak mere sath ho tum
Geet hoon main aawaz ho tum
Yuhi main gaunga.
Amit Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Amit Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Amit Kumar
Kavita Krishnamurthy