Ghadi gadhi dil bhar aaye
Rasiya o jiya ghabraye
Ghadi gadhi dil bhar aaye
Rasiya o jiya ghabraye
Bhaye nain baware more ke to sang lage
Bhaye nain baware more ke to sang lage
Ye kali kali raato ko bhi to jage
Ye kali kali raato ko bhi to jage
Teri yaad suhani aaye ke balam tadpaye
Rasiya o jiya ghabraye
Ghadi gadhi dil bhar aaye
Rasiya o jiya ghabraye
Tohe naine jharokhe rahe o ek bar aaja
Tohe naine jharokhe rahe o ek bar aaja
Tohe ghar ka na gate bana lu o sapno ke raja
Tohe ghar ka na gate bana lu o sapno ke raja
Teri yaad suhani aaye ke balam tadpaye
Rasiya o jiya ghabraye
Ghadi gadhi dil bhar aaye
Rasiya o jiya ghabraye
Tohre kadamo pe dil he mera
Ise na thukrana
Tohre kadamo pe dil he mera
Ise na thukrana
Bada nazuk hai sisa na thes lagana
Bada nazuk hai sisa na thes lagana
Teri yaad suhani aaye ke balam tadpaye
Rasiya o jiya ghabraye
Ghadi gadhi dil bhar aaye
Rasiya o jiya ghabraye.
G. M. Durrani, Shamshad Begum
G. M. Durrani, Shamshad Begum
Sulochana Chauhan
Shamshad Begum