Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Aaj ye kaisi bhang pila di
Haye sab kuch main bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Lal chunariya mathe ki bindiya
Ghar ko aaj le jau
Jhumar payal kangana kajal
Sath mein aaj le jau
Dekh rahi hain
Dekh rahi hain rashta mera
Haye ye main kaise bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Bas mein baithu station jau
Ya paidal hi nikal jau
Besabri ka hal na pucho
Tumko kaise batlau
Or kuch der mein aur kuch der mein
Or kuch der mein hoga andhera
Haye ye main kaise bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Dhal gaya sooraj jal gayi bati
Lagta hain jaisse ho diwani
Deep jalake angana bathi hogi
Meri gharwali
Aaj milan ki aaj milan ki
Aaj milan ki hain ye rut suhani
Haye ye main kaise bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha
Bhul bhlayia sahar ki galiya
Ghar ka rashta bhul baitha.
Chandrani Mukherjee
Lata Mangeshkar, Rajesh Roshan
Alka Yagnik, Kishore Kumar
Anuradha Paudwal