Ghir ghir ban mein
Ghor ghata chhai
O more yaad teri aai
Ghir ghir ban mein
Ghor ghata chhai
O more yaad teri aai
Ghir ghir ghir ghir gire jharoke
Ghir ghir ghir ghir gire jharoke
Aur kaun milane ke mauqe
O barakhaa dulahan ban ke aai
Ghir ghir ban mein
Ghor ghata chhai
O mohe yaad teri aai
Saawan aayaa piyaa lo ji
Tum bhi to ghar aao naa
Aj more aganaa me aao
Aao aa ke jaao na
Kalap kalap haari
Aur mohe kalapaao na
O mohe yaad teri aai
Ghir ghir ban mein
Ghor ghataa chhaai
O mohe yaad teri aai
Khidki khol khidi nainan ki
Kuchh sun jaa kuchh
Kah jaa re man ki
O main ne kaisi aag lagaai
Ghir ghir ban mein
Ghor ghataa chhai
O mohe yaad teri aai
Ghir ghir ban mein
Ghor ghataa chhai
Iraadaa thaa ki shaadi kar
Ke apanaa ghar basaae ge
Kabhi aalu, kabhi gobhi,
Kabhi murgaa pakaae ge
Magar har roz patali
Daal khaai, aap kyun roe.
Khursheed Bano, Vasanti
Khursheed Bano
Khursheed Bano
Khursheed Bano
Khursheed Bano
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar