Khuda kare ke na ruthe kabhi sabab ke din
Najar me yaar ke har dum bahar banke raho
Ho gori sharmao na hamse kahdo jara
Ho gori sharmao na hamse kahdo jara
Baat kya kya hui raat kaise kati
O husn ke samne ishk kaise jhuka
O husn ke samne ishk kaise jhuka
Baat kya kya hui raat kaise kati
Ho gori sharmao na hamse kahdo jara
Do dilo ke milan ka wo najuk shama
Ruh barso tadaprti hai jiske liye
Ye badan chandni jispe kurba nhai
Dekhte hi jise bujh gaye sab diye
O aisi halat me kya tumne inse kaha
O aisi halat me kya tumne inse kaha
Baat kya kya hui raat kaise kati
Ho gori sharmao na hamse kahdo jara
Zindagi jab uthi leke angadaiya
Arzu dil me karwat badalne lagi
Har ada jab teri ek dulhan ban gayi
Raat julfo ke saye me chalne lagi
Jab ye alam tha dono ke jajbat ka
Jab ye alam tha dono ke jajbat ka
Baat kya kya hui rat kaise kati
O husn ke samne ishk kaise jhuka
Baat kya kya hui raat kaise kati
Ho gori sharmao na hamse kahdo jara
Ho gori sharmao na hamse kahdo jara.
Asha Bhosle, Kamal Barot
Kishore Kumar, Mahendra Kapoor
Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Kamal Barot
Kishore Kumar