Bol du ya chup rahu
Nazro ki hai guftagu
Bol du ya chup rahu
Nazro ki hai guftagu
Muskura ke kare jo gila
Us pal ko aaj main kya naam du
Suljhi hui hai zindagi
Uljhe kyo jajbat hai
Khamoshi kar de jo bayan
Kya ye wahi baat hai
Bichhde armaano ki
Kya ye mulakat hai
Bol du ya chup rahu
Nazro ki hai guftagu
Bol du ya chup rahu
Nazro ki hai guftagu
Kar diya tha jisne khafa
Us kal ki aaj phir hai aarzu
Khwahisho ki raakh mein
Sulge huye angare hai
Jaise purane geeto ko
Mili nayi aawaz hai
Kashti ko thi jiski ummed
Kinara wahi paas hai
Bol du ya chup rahu
Nazro ki hai guftagu
Bol du ya chup rahu
Nazro ki hai guftagu.
Murishka D, Pranab Gohain
Arjun Kanungo, Shalmali Kholgade