Gulshan pe ghata chayi
Bahar aayi jara dekh
Aankho me mere pyar
Ki gahrai jara dekh
Ye dil ka dhua hai ya
Kaleje ka dhua hai
Ye dil ka dhua hai ya
Kaleje ka dhua hai
Ulfat ne kaha aag
Bhadkayi jara dekh
Anta habibi anta rafiki
Anta habibi anta rafiki
Janeman jana na
Dil ye bole haule haule
Habibi ho rafiki ho
Habibi ho rafiki ho
Anta habibi anta rafiki
Anta habibi anta rafiki
Janeman jana na
Dil ye bole haule haule
Habibi ho rafiki ho
Ye rang na tha ye nur na tha
Jab yar na tha mahfil me
Kya rang dikhati sokh ada
Dildar na tha mahfil me
Ye rang na tha ye nur na tha
Jab yar na tha mahfil me
Kya rang dikhati sokh ada
Dildar na tha mahfil me
Ye shama na tha parwana
Habibi ho rafiki ho
Anta habibi anta rafiki
Anta habibi anta rafiki
Janeman jana na
Dil ye bole haule haule
Habibi ho rafiki ho
Kya kisne kaha
Kya kisne suna
Ye bat na dunia samjhe
Ik aankh uthi ek aankh jhuki
Kah dali kahani dil ki
Kya kisne kaha kya kisne suna
Ye bat na dunia samjhe
Ik aankh uthi ek aankh jhuki
Kah dali kahani dil ki
Na jo tha mera afsana
Na jana na jana
Habibi ho rafiki ho
Anta habibi anta rafiki
Anta habibi anta rafiki
Janeman jana na
Dil ye bole haule haule
Habibi ho rafiki ho.
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Asha Bhosle, Kamal Barot
Mahendra Kapoor, Usha Balsavar
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor