Door se kisi ki
Aawaaz aa rahi hai
Manzil teri musaafir
Tujhko bula rahi hai
Hai dil mein milan ki aas
Hai dil mein milan ki aas
To manzil aa jaayegi paas
Musaafir
Musaafir hansta gaata chal
Musaafir hansta gaata chal
Hai dil mein milan ki aas
Hai dil mein milan ki aas
Ye jhumke chaand sitaaron ke
Ye jhumke chaand sitaaron ke
Ye sundar phool bahaaron ke
Ye sundar phool bahaaron ke
Inhen bhi le chal apne saath
Inhen bhi le chal apne saath
Ye nanhi kaliyon ki saugaat
Ye nanhi kaliyon ki saugaat
Gale ka haar banaata chal
Gale ka haar banaata chal
Hai dil mein milan ki aas
Hai dil mein milan ki aas
Ye jharna gun gun gaata hai
Sandesh kisi ka laata hai
Ye jharna gun gun gaata hai
Sandesh kisi ka laata hai
Karle isse bhi do baat
Karle isse bhi do baat
Rahegi yaad hamen ye raat
Rahegi yaad hamen ye raat
Khushi ke geet sunaata chal
Khushi ke geet sunaata chal
Hai dil mein milan ki aas
Hai dil mein milan ki aas
Le khatm hai doori manzil ki
Le khatm hai doori manzil ki
Le khatm hai doori manzil ki
Do chaar qadam hain aur abhi
Do chaar qadam hain aur abhi
Teri aankhon ka wo noor
Teri aankhon ka wo noor
Nahin ab teri nazar se door
Nahin ab teri nazar se door
Zara aawaaz lagaata chal
Zara aawaaz lagaata chal
Zara aawaaz lagaata chal.
Amar
Kalyani Das
Amar, Kalyani Das
Amar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Usha Khanna
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Om Prakash Sonik
Mohammed Rafi