Hai koi kahin na kahin
Mere liye jo hai bana
Badmaash hai naadaan hai
Meri jaan hai use kya pataa
Mujhko meri taraah dhundhta sochta
Hai koi kahin na kahin
Mere liye jo hai banaa
Ghumsum rahe galti kare
Har kaam mein jo har dafaa
Mujhko meri taraah dhundhta sochta
Chhan se jo aaye nazar
Ho jaaye phir kahin laapata
Usse hai jo rishta koi
Par kya hai woh mere khuda
Ho oo ooo ooo oo ho oo oo oo oo
Thaam kar baahein chale
Kabhi aasmaan ke us taraf
Itani ho khamoshiyaan ke sunle dil ki dhadak
Umra bhar ho yakeen paas ho bas tumhi
Aur ho kya aarzoo main kya kahoon aur kyun kahun
Mil gaya sab kuchh mujhe jab ho tum mere rubaroo
Ho oo ooo ooo oo ho oo oo oo oo
Chahata hoon main tujhe kuchh
Is tarah se jaane jaaa
Ke hawa bhi aa sakegi na humare darmiyaan
Saath honge hum is taraha se
Jaise saath hote hai jismo jaan
Tu agar kahin saath na hoto
Hogi zindagi ek dhuaan
Haan aaa aaa aaa haan aa aaa aan
Ho oo ooo ooo oo ho oo oo oo oo.
Ankit Narayan, Gajendra Verma, Jaspreet Singh