Main jahaan bhi gaya
Bolbaala hua
Sabse aala hai mera chiraag
Jab ye ghar mein jale
Aisa pyaara lage
Jaise sehra mein phoolon ka baagh
Iski nishaani jalti jawaani
Jalti jawaani hai jawaani
Hai jawaani he
Taazir hoon iraani
Hai naam mera ramzaani
Kaala lekar ujla dena
Sauda hai sultaani
Yaaron sauda hai sultaani
Jhoothha zamaane bhar ka
Rasta le apne ghar ka
Baaten banaana aisi waisi ee ee
Jhoothha zamaane bhar ka
Rasta le apne ghar ka
Baaten banaana aisi waisi ee ee
Harkaten bandar jaisi
Soorat kalandar jaisi
Hamko sunaaye kaisi kaisi ee ee
Haay haseenon
O be-yaqeenon
Nasheenon ki na maani hai
Na maani hai
Taazir hoon iraani
Hai naam mera ramzaani
Kaala lekar ujla dena
Sauda hai sultaani
Yaani sauda hai sultaani
Taazir hoon iraani
Hai naam mera ramzaani
Kaala lekar ujla dena
Sauda hai sultaani
Yaaron sauda hai sultaani
Ek dum ki kasar se
Bana hai bashar
Warna langoor ki hai ye zaat
O meri jaan o jigar
Chhedkhaani na kar
Dekh achchi nahin hai ye baat
Moonchhen hain bhari bhari
Arre lagtin hain pyaari pyaari haay
Jaise ho daadhi waala bakra aa aa
Haan main arre daadhi waala bakra
Munh ko sambhaal ladki haay
Deta hai kisko jhidki be
Haay re haay
Tera nakhra aa aa
Sun re madaari o ho
Kya hai beemaari arre
Teri hazaamat banaani hai banaani
Ishq taazir hoon iraani
Hai naam mera ramzaani
Kaala lekar ujla dena
Sauda hai sultaani
Yaani sauda hai sultaani
Taazir hoon iraani
Hai naam mera ramzaani
Kaala lekar ujla dena
Sauda hai sultaani
Yaani sauda hai sultaani.
S. N. Tripathi, Shamshad Begum
Asha Bhosle
Anuradha Paudwal, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi