Kaise main batau haal dil ka
Kaise main batau haal dil ka
Leke gaya koi karar dil ka
Hoth hilte to hai bol milte nahi
Aise kaise dikhau main pyar dil ka
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Kaise main batau haal dil ka
Leke gaya koi karar dil ka
Ek chaubare pe wo khada hai yaha
Ek banjare se mil raha hai yaha
Gale mein ek sone ki zanjeer hai
Saath mein ek chhoti si samsir hai
Baate karta hai pyari
Wo hai mera shikari
Wo to karta hai dil se sawal dil ka
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Kaise main batau haal dil ka
Leke gaya koi karar dil ka
Ped ke niche baitha wo chhaiya tale
Leke banduk apni wo baiya tele
Yu to usko hi dhunde nighahe sabhi
Par wo mujhko hi dekhe kisi ko nahi
Rang uska hai gora hai chhora
Mujhse chhina hai jisne karar dil ka
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Kaise main batau haal dil ka
Leke gaya koi karar dil ka
Wo sajila rangila chale lehrati chal
Sar pe pagdi bhi hai gale mein rumal
Usko dhunde nazar har kisi ki yaha
Yeh na jaane koi wo chhupa hai kaha
Hain yeh mujhko khabar
Wo gaya hain kidhar
Kaha rehta hain jaane bahar dil ka
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Kaise main batau haal dil ka
Leke gaya koi karar dil ka
Hoth hilte to hai bol milte nahi
Aise kaise dikhau main pyar dil ka
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba
Hai rabba hai rabba.
Amit Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)
Sushma Shrestha (Poornima)
Altaf Raja, Sadhana Sargam
Jaspinder Narula, Sukhwinder Singh
Jaspinder Narula, Sukhwinder Singh