Hum to kharab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye
Tham ke dil jab khud ko sambhala
Aur bhi kuch hum bahake
Tham ke dil jab khud ko sambhala
Aur bhi kuch hum bahake
Pi nhai phir bhi ishq me tere
Phirte hai mahake mahake
Mast sharab huye
Mast sharab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye
Aankh se teri aankh mili to
Darde jigar ne sataya
Aankh se teri aankh mili to
Darde jigar ne sataya
Chhav palat ke dekhi to zalim
Dil ne sulag ke jalaya
Bade betab huye
Bade betab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye
Humsa na hoga duniya mein koi
Sun lo hajar fasane
Humsa na hoga duniya mein koi
Sun lo hajar fasane
Pahle bala ko gujre hai aashiq
Phir bhi tumhare deewane
Sabka jawab huye
Sabka jawab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye sanam
Teri matwali aankho se milke
Hum to kharab huye.
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi