Hame jo koi dekh le
Ek nazar bhar ke
Rahe na jiya bas mein
Jiye wo mar mar ke
Hame jo koi dekh le
Ek nazar bhar ke
Rahe na jiya bas mein
Jiye wo mar mar ke
Zulmi hain nain more ae ae
Manwa hai chor ho o o o
Zulmi hain nain more
Manwa hai chor mora
Manwa hai chor
Nahin aana is oar
Nahin aana is oar
Baabu haathon se
Dil chhut jaayegaa
Ho baabu ho raaja
Ho chhaila ji
In unchi neechi raahon pe
Chalna zara darr ke
In unchi neechi raahon pe
Chalna zara darr ke
Ek nazar bhar ke
Hame jo koi dekh le
Ek nazar bhar ke
Rahe na jiya bas mein
Jiye wo mar mar ke
Chanchal jawaani mori
Mukhda ghulaab o o o o
Chanchal jawaani mori
Mukhda ghulaab mora
Mukhda ghulaab
Nahin mera jawaab
Nahin mera jawaab
Main najariyon
Se dil bhar dungi
Jeewan rang dungi
Ho baabu ho
Raaja ho chaila ji
Bada hi sukh paaoge
Pyaar hame kar ke
Bada hi sukh paaoge
Pyaar hame kar ke
Ek nazar bhar ke
Hame jo koi dekh le
Ek nazar bhar ke
Rahe na jiya bas mein
Jiye wo mar mar ke.
Hridaynath Mangeshkar
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Kumar Sanu
Vinod Rathod
Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Kumar Sanu
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Alka Yagnik, Vinod Rathod
Kumar Sanu, Sadhana Sargam