Ghor andhera kehta raha haar jaa
Ek sitara maana nahin na dara
Roshni ke ek boond pe
Zinda raha woh
Zinda raha woh
Zindagi ki kuch doriyo ko jakde huye
Kehta raha
Haq hai mujhe jalne ka
Haq hai mujhe jeene ka
Haq hai mera ambar pe
Leke rahunga haq mera
Leke rahunga haq mera
Karta hoon wada
Mere lahoon ka qatra abhi garm hai
Ek adhura mera abhi karm hai
Din mahine aur saal ki
Ghinta raha woh
Ghinta raha woh
Hosle ki kuch tiliyon ko pakde huye
Kehta raha
Haq hai mujhe jalne ka
Haq hai mujhe jeene ka
Haq hai mera ambar pe
Leke rahunga haq mera
Leke rahunga haq mera
Karta hoon wada
Main jaanta hoon mujhe aakhir
Ek na ek din marna hai
Par jab talak bhi jeeun
Woh jeena kaisa tai karna hai
Mitti ki kaya mein loohi ka hai irada
Haq hai mujhe jalne ka
Haq hai mujhe jeene ka
Haq hai mera ambar pe
Leke rahunga haq mera
Leke rahunga haq mera
Tu dekh lena.