Har ek jeevan hai ek kahani
Par ye sachayi sab ne na jani
Har ek jeevan hai ek kahani
Par ye sachayi sab ne na jani
Jo pana hai woh khona hai
Ek pal hasna hai kal rona hai
Har ek jeevan hai ek kahani
Par ye sachayi sab ne na jani
Ek nirdhan ki ek bitiy thi
Unki chhoti si dunia thi
Din beet chale bita bachpan
Us gudiya me aya yowan
Yowan ki masti ne usko rah bhuladi
Pag fisal gaya wo cheekh padi
Unchayi se khai mein giri
Murjha gayi wo phulo ki rani
Par ye sachayi sabne na jani
Ek sahjada aa pahuncha waha
Tab jake bachi ladki ki jaan
Use baho me le pyar diya
Singar diya ghar bar diya
Sapno ki bagiya mein pyara phul khila tha
Phir pal bhar mein badli chhayi
Barkh abijuri andhi layi
Pal pal duaye mange deewani
Par ye sachayi sabne na jani
Jag ke malik meri hai khata
Mere apne kyu paye saja
Mere ram se mai kahu kaise bata
Jutha hu bair main sabarika
Mujhko tu ab koi aisi rah dikhade
Meri mamata pe dil daman ho
Sindur mera badnam na ho
Samjhe koi meri bejubani.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Vinod Sehgal
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Behroze Chatterjee
Kishore Kumar