Ye motar ki far far hawao ki sar sar
Ude ja rahe hai ude ja rahe hai
Maze aa rahe hai maze aa rahe hai
Maze aa rahe hai maze aa rahe hai
Magar pet bukha chaman dil ka sukha
Bade besharam hai jiye ja rahe hai
Bade besharam hai jiye ja rahe hai
Bade besharam hai jiye ja rahe hai
Jiye ja rahe hai
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki
Jab fursat ki takdir mile
Aur paki pakai kheer mile
O bhaiya kheer mile
Jab fursat ki takdir mile
Aur paki pakai kheer mile
To phir jo karna ho to kar duniya do din ki
To phir jo karna ho to kar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki
Dil se dil ko takrane do
Do do chote ho jane do ho jane do
Dil se dil ko takrane do
Do do chote ho jane do
Bicha do duniya ki chadar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar duniya do din ki
Us husn pe gusse ka aalam
Ab rupe shikan zulfe barham
Zulfe barham
Ye nanha sa dil aur bare alam
Ye nanha sa dil aur bare alam
Are bhai has bhi lo dam bhar duniya do din ki
Are bhai has bhi lo dam bhar duniya do din ki
Thandi thandi aahe na bhar duniya do din ki
Are bhai haye haye na kar.
Uma Shashi
Uma Shashi
Krishna Chandra De (K. C. Dey)
Pahadi Sanyal, Uma Shashi
Harimati Dua, Krishna Chandra De (K. C. Dey), Parul Ghosh, Suprava Sarkar
Kundan Lal Saigal
Kundan Lal Saigal
Kundan Lal Saigal
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Kalyani Mitra, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar