Haye jise maine rakshak samjha
Wo bhakshak bana tumhara
Pooja or deepak me niche bhi
Ye tha andhiyara
Aaj kahu ke khel me hai
Kismat ka tera sitara
Aage badhte jao agar
Hota hai dur kinara
Aaj sati ka dharam fasa hai
Dunia ke us jal me
Makkari hai har harkat me
Jwala ki har jal me
Damak rahi hai nyay ki bijli
Karodhi badan vishal me
Aaj pariksha hai nari ki
Papi ke is buchal me
Magar anadi tu bharat ki
Gayitri or geeta
Chal us rah pe
Jispe chal ke amar ho gayi sita re
Amar ho gayi sita
Satya ka deepak dharam ki bati
Teri jyot bujhe na re jag me
Badle rang jamana
Badle rang jamana
Badle badle rang jamana
Badle rang jamana.
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Uma Devi Khatri (Tun tun)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mehmood Ali, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar