Om bhagvatey
Shree chitraguptay namah
Om bhagvatey
Shree chitraguptay namah
Om bhagvatey
Shree chitraguptay namah
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
Daya saday humpe rakhana prabhu
Tum ho daya nidhaar
Tum ho daya nidhaar
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
He chitragupta bhagwan
Bhrama ne ki kathin tapashya
Tab tumne avtaar liya
Bhrama ne ki kathin tapashya
Tab tumne avtaar liya
Bhrahm lok mein reh kar tumne
Mantri pad ka bhaar liya
Achhi tarah tumne nibhaya
Vidhi ka har ek vidhaan
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
He chitragupta bhagwan
Karme kalam davat patrika
Mani mukut sir pe sohe
Karme kalam davat patrika
Mani mukut sir pe sohe
Shaam varn pitambar dhari
Roop tera sabko mohein
Shaam varn pitambar dhari
Roop tera sabko mohein
Isi roop ka nish din bhagwan
Hum karte hain dhyaan
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
He chitragupta bhagwan
Paap purnya ka lekha jokha
Rakhte tum ho kuchh aisa
Paap purnya ka lekha jokha
Rakhte tum ho kuchh aisa
Jaisa karam kare prani
Woh fal paata bas waisa
Jaisa karam kare prani
Woh fal paata bas waisa
Sahi raah par sada chale hum
Aisa do wardaan
Aisa do wardaan
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
Daya saday humpe rakhana prabhu
Tum ho daya nidhaar
Tum ho daya nidhaar
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
He chitragupta bhagwan
Iss ghar aangan mein khushiyo ka
Mur jaaye na phool kabhi
Iss ghar aangan mein khushiyo ka
Mur jaaye na phool kabhi
Kshama hamein kardena bhagwan
Humse agar ho bhool kabhi
Hum sabke tum bhagya vidhata
Hum teri santaan hum teri santaan
He chitragupta bhagwan
Tumhari mahima bahot mahan
He chitragupta bhagwan.
Alka Yagnik
Mahendra Kapoor
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Alka Yagnik
Alisha Chinai