Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Har koi mare mujhi ko
Ishare, yama, yama
Main hoon akeli to yeh hain
Hajaro, bacha lo meri ma
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Aye giri huyi nighe to na fankiye
Pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye
Aye giri huyi nighe to na fankiye, fankiye
Pyar ki kabhi nazar se bhi dekhiye, dekhiye
Main to samjhi yeh hain mahfil sarifo ki
Milkar badegi izzat kuch hum garibo ki
Ki aakhir zama hai ijat wale yaha
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Ho yaha waha jo baithe huye shan se
Man lo tumhe main chahu dilo jaan se
Ho yaha waha jo baithe
Huye shan se, shan se
Man lo tumhe main chahu
Dilo jaan se, jaan se
Main to pura kar doon
Ye bhi tumhara sapna
Par ye bato tum mein hai
Kon mera apna
Hai kon mera apna, usi ki
Lagan mein main phiru kaha kaha
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha
Har koi mare mujhi ko ishare,
Yama, yama, yama
Main hoon akeli to ye hai hajaro,
Bacha lo meri ma
Ho, abhi to huyi jawaan,
Main haye fas gayi kaha.
Kavita Krishnamurthy
Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy, Padmini, Sadhana Sargam, Sudesh Bhonsle
Sadhana Sargam, Suresh Wadkar
Pankaj Udhas