Hoga na hoga pyar kabhi kam
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Kahi bhi raho
Tum kahi bhi rahe hum
Pyar tumhe hum karenge
Yaad tumhe hum karenge
Pyar tumhe hum karenge
Yaad tumhe hum karenge
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Pyar kabhi kam pyar kabhi kam
Rahe na rahe saath hum tum
Rahenge hum sada tumhare
Rahe na rahe saath hum tum
Rahenge hum sada tumhare
Badle badal jaye duniya
Badle na dil yeh hamare
Waqt chahe to imtiha le le
Imtiha le le chahe jaa le le
Saath chhute na tute
Hamari ye kasam
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Pyar kabhi kam pyar kabhi kam
Mausam ye phoolo ka mausam
Jab aaye hume yaad karna
Mausam ye phoolo ka mausam
Jab aaye hume yaad karna
Lage na jo dil ye akele
Milne ki fariyad karna
Saath bachpan ka dil na bhulega
Dil jo bhulega hum na bhulenge
Door hoke bhi hoke sada pas hai
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Pyar kabhi kam pyar kabhi kam
Jeena hume to hain jeena
Jeewan tumhara hi hoke
Jeena hume to hain jeena
Jeewan tumhara hi hoke
Jeena wo jeena kya jeena
Jeena o jab tum kho ke
Naam tere ye zindagi likh di
Zindagi likh di har khushi likh di
Zindagi tu bane jab kahi le janam
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Pyar kabhi kam pyar kabhi kam
Kahi bhi raho
Tum kahi bhi rahe hum
Pyar tumhe hum karenge
Yaad tumhe hum karenge
Pyar tumhe hum karenge
Yaad tumhe hum karenge
Hoga na hoga pyar kabhi kam
Pyar kabhi kam pyar kabhi kam.
Kajal, Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Nitin Mukesh Chand Mathur, Sadhana Sargam