Hosh mein tum bhi nahin
Hosh mein hum bhi nahin
Rang laayegi dono ki behoshiya
Hosh mein tum bhi nahin
Hosh mein hum bhi nahin
Rang laayegi dono ki behoshiya
Is jagaah apne siva dusra koi nahin
Bekhudi le chali na jaane kahaan
Hosh mein tum bhi nahin
Aaj ki raat se hum toh umeed hain
Jo bhi chahenge hum aa jaayega
Raat hain apni magar
Baat hain machi huyi
Door hone waali hain becheniya
Hosh mein tum bhi nahin
Zindagi maut se khelti hain jahaan
Aye mere dil teri manzile hain wahaan
Saans hain ukhdi huyi
Baal hai zakde huye
Phir bhi chhayi huyi hain
Charo aur mastiyaan
Hosh mein tum bhi nahin
Pee magar is kadar ke nasha hum na ho
Is mulakaat ka phir koi gham na ho
Zulf ke saaye tale jhoom ke saagar chale
Main peelaiyaan aaj bhi aur bhi jawaan
Hosh mein tum bhi nahin
Hosh mein hum bhi nahin
Rang laayegi dono ki behoshiya
Hosh mein tum bhi nahin.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Asha Bhosle