Tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tun..tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tuna
Tun tun tun..tun tuna
Hota hai..
Hota hai hota hai
Chalun main aksar
Hota hai aksar
Chot kahin hoti hai
Jakar jhakham kahin par hota hai
Ishq mein…
Ishq mein
Tun tun tuna…
Sooraj se jalta hai falak
Aur daag zameen par hota hai
Hota hai… ishq mein
Tun tun tuna…
Waqt ka faisla
Ishq ke haq mein hua nahi
Aashiq ko zanjeerein daal ke le gaye
Shehar se aur kahin
Ishq mein…
Sab tarkibein karke dekhi
Tel di dibbiyan bharke dekhi..
Jab tak teeli lage na unmein
Koi roshni jale na unmein
Mehndi rang dikhati hai tab
Ho..poori tarah pish jaati hai jab
Mehndi rang dikhati hai tab
Poori tarah pish jaati hai jab
Hota hai, hota hai
Aksar hota hai
Ishq mein…
Ishq mein…chot kahin lagti hai
Jaakar zakham kahin par hota hai
Tuna tun tuna..
Kabhi kabhi yun hi hota hai
Dost chhad jaate hain
Lekin yaadon ki lakeerein
Bin bole bhi kaano mein kuch keh jaati hain
Kaano mein kuch keh jaati hain
Haalat bhi khushk ho jaate hai
Par mitti par likhi
Kuch dehrire reh jaati hain
Kuch dehrire reh jaati hain
Dhoop pade toh pak jati hai
Kabhi kabhi yoon hota hai
Sooraj se jalta falak
Aur daag zameen par hota hai
Ishq mein..
Tun tuna tuna..
Hota hai, hota hai, hota hai
Hota hai ishq mein hota hai
Hota hai junoon mein hota hai
Hota hai, hota hai, hota hai
Aksar hota hai
Hota hai ishq mein
Hota hai junoon mein
Hota hai, hota hai, hota hai
Chot kahin lagti hai
Aur jaakar zakham kahin par hota hai
Hota hai, hota hai, hota hai
O mirzya..
O…
Daler Mehndi, Gulzar (Sampooran Singh Kalra)
Kaushiki Chakrabarty
Mame Khan Manganiyar (Mame Khan)
Jyoti Nooran, K. Mohan, Sultana Nooran
Mame Khan Manganiyar (Mame Khan), Shankar Mahadevan
Akhtar Chanal Zahri, Mame Khan Manganiyar (Mame Khan), Suchismita Das
Sain Zahoor, Siddharth Mahadevan
Akhtar Chanal Zahri, Daler Mehndi, Jyoti Nooran, Sain Zahoor, Sultana Nooran