Hu abhi main jawan aye
Dil hu abhi main jawan
Behosh hu bin piye kal
Ka bhi gam kis liye
Behosh hu bin piye kal
Ka bhi gam kis liye
Hu abhi main jawan aye dil
Hu abhi main hu abhi
Main hu abhi main jawan
Ye nagma aur ye fiza
Ek sada aur ek ada
Ye nagma aur ye fiza
Ek sada aur ek ada
Jo hai ganeemat hai
Aaj kal kaun jaane ho kya
Jo hai ganeemat hai
Aaj kal kaun jaane ho kya
So na ho ye samaan aye dil
Hu abhi main hu abhi
Main hu abhi main jawan
Duniya ka kya aetbaar
Khona na apna qaraar
Duniya ka kya aetbaar
Khona na apna qaraar
Chu le muradon ke
Phool beete na yu hi bahaar
Chu le muradon ke
Phool beete na yu hi bahaar
Taak mein hai kizaan aye dil
Hu abhi main hu abhi
Main hu abhi main jawan
Dekho hai ye zindagi
Yu nahi bekhudi
Dekho hai ye zindagi
Yu nahi bekhudi
Mujhko behak jaane de
Baaten na kar hosh ki
Mujhko behak jaane de
Baaten na kar hosh ki
Hosh kaisa yahaan aye dil
Hu abhi main hu abhi
Main hu abhi main jawan.
Rahul Dev Burman
Asha Bhosle, Shailendra Singh
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi