Esa na ho hum kho jaaye is
Pyaar ki aankh micholi main
Chal tuje bitha ke le jaau
Main do naino ki doli mein
Hum aise karenge pyar
Hum aise karenge pyar ki
Duniya yaad kare
Hum aise karenge pyar ki
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
Is dharti pe na jaane
Ye aasmaan kyun hai
Tere mere bich mein
Ye jahaan kyun hai
Is dharti pe na jaane
Ye aasmaan kyun hai
Tere mere bich mein
Ye jahaan kyun hai
Is paar hum tadpe
Us paar tum tarse
Pyaase rahe do dil
Saawan kai barse
Yun tute ye deewar ke
Duniya yaad kare
Yun tute ye deewar ke
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
Pyaar samandar se bhi
Gahera sab log kahete hai
Kisi dusman ko bhi na lage
Ye rog kahete hai
O pyaar samandar se bhi
Gahera sab log kahete hai
Kisi dusman ko bhi na lage
Ye rog kahete hai
Hum se pahele kitne is
Pyaar ke mare
Is isq ke dariya mein bas
Dub gaye saare
Kar jaaye ise hum paar ke
Duniya yaad kare
Kar jaaye ise hum paar ke
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
Ik duje ke dil pe
Hum naam likh daale
Apni prem kahani ka
Anjam likh daale
Ik duje ke dil pe hum
Naam likh daale
Apni prem kahani ka
Anjam likh daale
Us pyaar me saari
Duniya ko bhul ke
Do char pal teri
Baaho mein jhul ke
Kar le baate do char ke
Duniya yaad kare
Kar le baate do char ke
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
Hum aise karenge
Pyar ki duniya yaad kare
Hum aise karenge
Pyar ki duniya yaad kare
You jiye marenge yaar
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare
You jiye marenge yaar ki
Duniya yaad kare.
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Alka Yagnik, Bhavan Pandit, Sapna Mukherjee
Alka Yagnik, Anand Bakshi, Udit Narayan
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Manhar Udhas