Hum aur tum jahan
Lade hum hasi sama
Hum aur tum jahan
Lade hum hasi sama
Hum ho jahan aisa ho waha
Mange wo jawa
Lade hum hasi sama
Raaho ki hawa mein
Pyar ke bharoshe dekhi ho udane
Lade hum hasi sama
Masti mein jhume nache gaaye
Aur hum mauj manaye
Phir mil jhul ke sab khushiya bate
Aur hum pyar badhaye
Yeh pal hai khushiyo ka mela
Aaj na koi akela
Sirf zindagi ka aalam ho
Dil se dil mil jaaye
Duniya ke sare gham bhula ke
Iss pal mein kho jaaye
Hum aur tum jahan
Lade hum hasi sama
Hum ho jahan aisa ho waha
Mange wo jawa
Lade hum hasi sama
Sab ke hotho pe mithi si
Ek muskan laaye
Sab ke jeevan mein khushiyo ke
Rang naye bikharaye
Kal ki humko na hai parvah
Kisi pata kya hoga
Har lamhe mein sara jeevan
Hum to jeete jaaye
Duniya ke sare gham bhula ke
Iss pal mein kho jaaye
Hum ho jahan aisa ho waha
Mange wo jawa
Lade hum hasi sama
Raaho ki hawa mein
Pyar ke bharoshe dekhi ho udane
Lade hum hasi sama
Dheere in rango ko hum
Dil se lenge
Aate hai jeevan mein mushkil se
Duniya ke sare gham bhula ke
Iss pal mein kho jaaye
Hum aur tum jahan
Lade hum hasi sama
Hum ho jahan aisa ho waha
Mange wo jawa
Lade hum hasi sama
Raaho ki hawa mein
Pyar ke bharoshe dekhi ho udane
Lade hum hasi sama
Hum ho jahan aisa ho waha
Mange wo jawa
Lade hum hasi sama.
A Band Of Boys
A Band Of Boys
A Band Of Boys
A Band Of Boys
A Band Of Boys
A Band Of Boys
A Band Of Boys