Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Bag wahi hai bag ke jisme
Tarah tarah ki kaliya ho
Kahi taras ke champa ke ho
Kahi gulabi galiya ho
Koi paheli kahi nahi hai
Sidha saf ye chara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Badi khushi se tigde tigde bolo ji
Badi khushi se tigde tigde bolo ji
Lekin dil me gira jo bandhe
Hai wo pahle kholo ji
Sur mein chahe farak ho fir bhi
Ek tara ek tara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Panjabi ya bangali
Madrashi ya gujrati ho
Preet ki ek barat hai ye
Preet ki ek barat hai ye
Tu sab ke sab kailashi ho
Bhesh ya boli kuchh bhi ho
Hum sab ek shama ke parwane
Aapas mein takrar kare
Hum aise to nahi deewane
Mandir maszid girza apna
Apna hi gurduwara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai
Par baag to ek hamara hai
Wo baag hai hindustan jo hame
Prano se bhi pyara hai
Hum bhat bhat ke panchhi hai.
Rajkumari Dubey
Ashok Kumar
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay