Puchho toh yaaro hum
Kaun hai kaun hai
Hun chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai kayamat
Ki najar rakhate hain
Zameen toh kya hai
Zameen toh kya hai
Aasmaan ki khabar rakhate hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhup na paaye koyi
Tasvir hamaare aage
Chal na paaye koyi
Takdir hamaare aage
Toot jaati hai
Toot jaati hai
Toot jaati hai khud
Samshir hamaare aage
Sar jhukaati hai har
Takdir hamaare aage
Raah lete hain aasmaan
Sar pe utha lete hain
Hum agar taish
Mein aa jaaye toh
Hum agar taish
Mein aa jaaye toh aag
Paani mein laga dete hain
Aag paani mein laga dete hain
Hamaare dum se
Yeh zamana hai
Sharaabon jaam
Hai maikhaana hai
Hum jaha sar ko
Jhuka de yaaro
Wahi wahi butkhaana hai
Hum toh insaan ke liye
Hum toh insaan ke liye
Hum toh insaan ke liye
Daar pe sar rakhate hain
Zameen toh kya hai
Zameen toh kya hai aasmaan
Ki khabar rakhate hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
Chhupe rustam hai
O o o tori najariya gori jaise
O o o tori najariya gori
Jaise ras ki nadi lehraaye
Ek baar jo dube iname
Pal pal pal pal
Pal pal dhokha khaaye raama
Ho o o o pal pal
Dhokha khaaye raama
Najariya tir bhi
Talwaar bhi hai
Najar inkaar bhi
Ikraar bhi hai
Najar yeh phul bhi
Khaar bhi hai
Ghata bhi megh bhi
Malhaar bhi hai
Najar dil ki jubaan hoti hai
Pyaar ka imtehaan hoti hai
Jami par aasmaan hoti hai
Jami par aasmaan hoti hai
Ho najar uthe toh duwa ban jaaye
Agar jhuk jaaye haya ban jaaye
Jo tirachhi ho
Jo tirachhi ho ho ada ban jaaye
Ham chhupe rustam hain
Qayaamat ki nazar rakhte hain
Zameen to kya hai
Asmaan ki khabar rakhte hain
Ham chhupe rustam hain
Chhup na paaye koyi
Tasveer hamaare aage
Toot jaati hai khud
Shamsheer hamaare aage
Chal na paaye koyi
Tadbeer hamaare aage
Sar jhukaati hai har
Taqdeer hamaare aage
Raah kaanto mein bana lete hain
Aasmaan sar pe uthha lete hain
Ham agar taish mein aaye to
Aag paani mein laga dete hain
Hamaare dam se ye zamaana hai
Sharaab-o-jaam hai maikhaana hai
Ham jaha sar ko jhuka de yaaro
Wahi kaaba wahi butkhaana hai
Ham insaan hain insaan ke liye
Dar pe sar rakhte hain
Zameen to kya hai
Aasmaan ki khabar rakhte hai
Ham chhupe rustam hain
Tori nazariya gauri jaise
Ras ki nadi laharaaye
Ek baar jo doobe in
Mein pal-pal goti khaaye
Oh shama pal-pal gota khaaye
Nazar ye teer bhi talwaar bhi hai
Nazar inkaar bhi iqraar bhi hai
Nazar ye phool bhi khaar bhi hai
Thal bhi megh bhi malhaar bhi hai
Nazar dil ki zubaan hoti hai
Motiyo ka makaan hoti hai
Pyaar ka imtehaan hoti hai
Zameen par aasmaan hoti hai
Nazar uthh jaaye to duwa ban jaaye
Agar jhuk jaaye to haya ban jaaye
Jo tirchhi ho to adaa ban jaaye
Pade seedhi to qaza ban jaaye
Nazar koyi bhi ho ham
Sab pe nazar rakhte hain
Zameen to kya hai
Aasmaan ki khabar rakhte hain
Ham chhupe rustam hain
Ham teri talaash mein jaan-e-jahaan
Jeene ka naya dastoor bane
Kabhi kais kabhi farhaad
Kabhi khaiyyaam
Kabhi mansoor bane
Kya-kya na bane
Ham tere liye par
Jo bhi bane bharpoor bane
Abb aaye maja mera khole jiya
Tere maang ka jab sindoor bane
Ham teri talaash mein jaan-e-jahaan
Natkhat ham natwar tere liye
Dar dar ghoome ban-ban bhatke
Parbat pe gaye sooli pe chadhhe
Nit khaaye muqaddar se jhatke
Tere ghunghat pat ki salwat mein
At pat ye more naina atake
Jhatpat de hamein darsan
Ham to pyaase hain teri kaali lat ke
Ham teri talaash mein jaan-e-jahaan
Oh meri aarzoo aa
Hai meri justjoo
Karu kuchh guftgu
Aa zara tu rubroo aa
Zara tu rubroo aa rubroo
Aa rubroo aa
Le hi jaayenge
Le hi jaayenge
Le hi jaayenge uthha ke
Bhari mehfil se tujhe
Chura le aankh se kaajal
Woh hunar rakhte hain
Ham chhupe rustam hain
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Sachin Dev Burman
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Kishore Kumar