Hum hai jaha wo pyar ki mahki dagar hai
Sathi mere ye to bata jana kidhar hai
Ghatao ke tale jaha tu le chale
Jidhar tu le chale
Ghatao ke tale jaha tu le chale
Jidhar tu le chale
Bolo tumhe kya nam du
Are lala la
Dil ye kahe meri pahli hasi ho tum
Jispe luta gulshan mera
Aisi kali ho tum
Bolo tumhe kya nam du
Pyar ki dharti pe faila gagan ho tum
Jispe khile sapne mere
Aisa chaman ho tum
Mushkurake milenge jaha bhi milenge hum
Sathi mere ye to bata jana kidhar hai
Ghatao ke tale jaha tu le chale
Jidhar tu le chale
Ghatao ke tale jaha tu le chale
Jidhar tu le chale
Ha dil ki kahe dil ki sune
Ha dil ki sune
Aa do ghadi baithe aisi jagah jake
Hamko jaha koi najar dekhe na pahchane
Aisi jagah paye kaha
Are paye kaha
Dekhta hai safar lahre hame jane
Jaye jaha pe kya kare
Jhoke ye diwane
Ek pal bhi meri ja
Yaha na rukenge hum
Hum hai jaha pyar ki mahki dagar hai
Sathi mere ye to bata jana kidhar hai
Ghatao ke tale jaha tu le chale
Jidhar tu le chale
Ghatao ke tale jaha tu le chale
Jidhar tu le chale.
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Ranu Mukherjee
Kishore Kumar