Ham pyar ke matwale rahi
Jis rah pe bhadte jayenge
Julmo ka andhera chir ke ham
Ek naya sawera layenge
Ham pyar ke matwale rahi
Ham sathi hai unke jinka
Ho yaha sahara koi nahi
Ham par laga de wo kashti
Ho jiska kinara koi nahi
Thukaraye jinko ye duniya
Ham unko gale lagayenge
Ham unko gale lagayenge
Ham pyar ke matwale rahi
Jis rah pe bhadte jayenge
Julmo ka andhera chir ke ham
Ek naya sawera layenge
Ham pyar ke matwale rahi
Har aankh ka aansu chunkar ham
Har lab par hansi saza denge
Khud garaj samajo ke jhute
Ye rashmo rivaz mita denge
Har dil ka adhura sapna ham
Pura kar ke dikhlayenge
Pura kar ke dikhlayenge
Ham pyar ke matwale rahi
Jis rah pe bhadte jayenge
Julmo ka andhera chir ke ham
Ek naya sawera layenge
Ham pyar ke matwale rahi.
Suman Kalyanpur
Kamal Barot, Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur
Suman Kalyanpur