Hum toh pee ke chale
Ab toh apni bala se duniya jale
Hum toh pee ke chale
Ab toh apni bala se duniya jale
Ye jaame mohabbat
Phir mile na mile
Hum toh pee ke chale
Ab toh apni bala se duniya jale
Tamanna koi aarzu nahin koi
Nahin koi gham chahein
Jeeye yaa mare koi
Yahin hai ke bas
Thodi kal phir mile
Hum toh pee ke chale
Ab toh apni bala se duniya jale
Ye jaame mohabbat
Phir mile na mile
Hum toh pee ke chale
Ye mana zamane ke
Kaabil nahin hun main
Nashe mein to hun
Lekin gaafil nahin hun main
Toh phir hum kyun
Duniya se bachte chale
Hum toh pee ke chale
Hai saaqi nahin koi
Hai mehfil nahin koi
Ajab ye safar jiski
Manzil nahin koi
Chala hun jidhar
Ye kadam le chale
Hum toh pee ke chale
Ab toh apni bala se duniya jale
Ye jaame mohabbat
Phir mile na mile
Hum toh pee ke chale.
Hemant Kumar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar
Kanchan, Suman Kalyanpur
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)