Hum Unko Dekhte Hain - Benazir lyrics | Benazir - Hum Unko Dekhte Hain lyrics

Hum Unko Dekhte Hain is a hindi song from the 1964 movie Benazir. Hum Unko Dekhte Hain singers are Asha Bhosle, Mubarak Begum. Hum Unko Dekhte Hain composer is Sachin Dev Burman and Hum Unko Dekhte Hain lyricist or song writer is Shakeel Badayuni. Hum Unko Dekhte Hain music director is Sachin Dev Burman. Hum Unko Dekhte Hain features Meena Kumari, Ashok Kumar, Shashi Kapoor, Tanuja, Nirupa Roy, Durga Khote, Asit Sen. Hum Unko Dekhte Hain director is and the producer is . The audio of Hum Unko Dekhte Hain song was released on 17th June, 1964 by Saregama. Hum Unko Dekhte Hain YouTube video song can be watched above.


Aaa aaa aaa
Aa aa aa
Aayi hai eid
Guncha-e-dil hai khilaa huaa
Aankhon mein hai bahaar ka
Naqsha khinchaa huaa
Aaa aaa aaaa
Aaj un ki har adaa hai
Hamaari nigaah mein
Nazron ke saamne
Woh nahin hain to kyaa huaa
Ham un ko dekhte hain
Haan aaaa aaaaa aaa
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair


Allah re yeh mehfil-e-jaanaan ki dilkashi
Arrey wallah yeh dilkashi
Aaaa aaaaaaaa
Allah re yeh mehfil-e-jaanaan ki dilkashi
Aji haan haan yeh dilkashi
Aji haan haan yeh dilkashi aaa aaaa
Laayi hai rang
Yun bhi muhobbat kabhi kabhi aaa aaaa
Laayi hai rang yun bhi
Muhobbat kabhi kabhi
Muhobbat kabhi kabhi
Ham tak woh aa gaye hain
Iraada kiye baghair


Iraada kiye baghair
Un mein koyi baat hai to
Ham bhi un se kam nahin
Yeh hamaare jazba-e-dil
Ki kashish to dekhiye
Ham tak woh aa gaye hain
Iraada kiye baghair ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair ham
Ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair


Aaa aaaa aaaaaaa
Aaaaa aaaa aaaaaaa aaaaa
Milti hai aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Dar-e-husn par hayaat
Aaaaaaa aaaaa
Milti hai aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Aaaaaaa aaaaa
Milti hain aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Dar-e-husn par hayaat


Aaaaaaa aaaaa
Milti hain aashiqon ko
Dar-e-husn par hayaat
Dar-e-husn par hayaat
Laazim hain yeh ke
Sar bhi jhuke dil ke saathh saathh
Dil ke saathh saathh aaa aaaa
Dil ke saathh saathh
Banti nahin hai ishq mein
Sajdaa kiye baghair
I sajdaa kiye baghair


Har saans mein hai
Un ki muhobbat basi huyi
Muhobbat basi huyi
Aaa aaaaa
Har saans mein hai
Un ki muhobbat basi huyi
Muhobbat basi huyi
Muhobbat basi huyi aaa aaa
Yeh zindagi unhi ki
Badaulat hai zindagi oo oooo
Yeh zindagi unhi ki
Badaulat hai zindagi
Badaulat hai zindagi
Jeeta hai kaun un ki
Tamanna kiye baghair
Tamanna kiye baghair
Ham ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair
Parde mein chhup gaye hain
Woh parda kiye baghair
Ham ham un ko dekhte hain
Nazaara kiye baghair.



Movie/album: Benazir
Singers: Asha Bhosle, Mubarak Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Sachin Dev Burman
Music Director: Sachin Dev Burman
Music Label: Saregama
Starring: Meena Kumari, Ashok Kumar, Shashi Kapoor, Tanuja, Nirupa Roy, Durga Khote, Asit Sen
Release on: 17th June, 1964
1. Who is the music director of the song Hum Unko Dekhte Hain
Ans: Hum Unko Dekhte Hain song music director is Sachin Dev Burman
2. Who is/are the singer/singers of the song Hum Unko Dekhte Hain
Ans: Hum Unko Dekhte Hain song singers are Asha Bhosle, Mubarak Begum
3. Who is the Composer of the song Hum Unko Dekhte Hain
Ans: Hum Unko Dekhte Hain song composer is Sachin Dev Burman
4. Who is the Lyricist of the song Hum Unko Dekhte Hain
Ans: Hum Unko Dekhte Hain song lyricist is Shakeel Badayuni
5. What is the movie of the song Hum Unko Dekhte Hain
Ans: Hum Unko Dekhte Hain song is from Benazir
6. Who wrote the song Hum Unko Dekhte Hain
Ans: Hum Unko Dekhte Hain song is written by Shakeel Badayuni

Find other songs in - Benazir

1
Mubarak Hai Woh Dil Jisko

Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar

2
Mil Ja Jaane Jana Mil Ja

Lata Mangeshkar

3
Main Shola Hoon

Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

4
Le Gayi Ek Haseena Dil

Mohammed Rafi

5
Gham Nahi Gar Zindagi

Asha Bhosle

8
Husn Ki Bahare Liye

Lata Mangeshkar