Hame mar chala ye khayal ye gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Kisi aur ka ho gaya koyi toh ham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Ham zeher to kha lete un bin
Khanjar bhi chala lete lekin
Na ho unko khabar toh haay sitam
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na ho unko khabar toh haay sitam
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Hain yeh pyar ka phanda gardan mein
Jite na bane, marte na bane
Jite na bane, marte na bane
Jite na bane, marte na bane
Yu hi bich gale mein atka hain dam
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Hame maar chala ye khayal yeh gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Hame maar chala ye khayal yeh gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Hame maar chala ye khayal yeh gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Sudha Malhotra
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum, Shiv Dayal Batish
Lata Mangeshkar
Talat Mahmood
Asha Bhosle, Mubarak Begum
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi