Bhawren jo gun gunaye
Jhoke jo san sanaye
Kyon jism thar tharaye
Koyi bataaye mujhko
Humko pyaar hai to
Yeh khumaar hai
Humko pyaar hai
Oh mehbooba
Bhawren jo gun gunaye
Jhoke jo san sanaye
Kyon jism thar tharaye
Koyi bataaye mujhko
Humko pyaar hai to
Yeh khumaar hai
Humko pyaar hai
Oh mehbooba
Sone ki ab zameen hai
Neelam ka aasmaan
Panchhi suna rahe hai
Surili kahaniyaan
Sone ki ab zameen hai
Neelam ka aasmaan
Panchhi suna rahe
Hai surili kahaniyaan
Dali pe us mein jo
Kali koyi dhul gayi
Ek ajnabee si khushboo
Hai saason mein gul gayi
Saason mein gul gayi
Mehki huvi fiza hai
Gaati huvi hawa hai
Sab kya yeh ho raha hai
Koyi bataaye mujhko
Humko pyaar hai
To yeh bahaar hai
Humko pyaar hai
Oh mehbooba
Phoolon ki chunri odhe
Huve hai yeh vaadiyaan
Lagta hai jaise aankhon mein
Hai khwaabon ka hain sama
Phoolon ki chunri odhe
Huve hai yeh vaadiyaan
Lagta hai jaise
Aankhon mein hai
Khwaabon ka hain sama
In vaadiyon mein pyaar
Ke raahi jo aaye hai
Pedon ne apne reshmi
Saayen bichaaye hai
Saayen bichaaye hai
Gunje hai raginisi din
Mein hai chandni si
Kaisi hai shaanti si
Koyi bataaye mujhko
Humko pyaar hai
To yeh nikhaar hai
Humko pyaar hai
Oh mehbooba
Bhawren jo gun gunaye
Jhoke jo san sanaye
Kyon jism thar tharaye
Koyi bataaye mujhko
Humko pyaar hai to
Yeh khumaar hai
Humko pyaar hai
Oh mehbooba.
Pamela Jain
Mahalakshmi Iyer
Madhushree
Kavita Krishnamurthy, Sukhwinder Singh