Hamri mano to
Hamri mano to suno
Na ka kahe e duniya
Hum khush ho to
Khush na rahe e duniya
Dekha yaha dekha waha
Mauka mile jaha
Batiya banayike
Chakar chalaiyke
Dhokha kare waha
Ke hamri mano to
Hamri mano to suno
Na ka kahe e duniya
Hum khush ho to
Khush na rahe e duniya
O andhi nagri chopat raja re
Apni dafli apna baja re
Ha andhi nagri chopat raja re
Apni dafli apna baja re
Thana hai sipahi bhi hai
Fir bhi padta hai daka re
Ke hamri mano to
Hamri mano to suno
Na ka kahe e duniya
Hum khush ho to khush
Na rahe e duniya
Niyat khoti dhandhe khote re
Sare be pendi ke lote re
Niyat khoti dhandhe khote re
Sare be pendi ke lote re
Ghar unche jinke yaha
Dil unke kitne chote re
Ke hamri mano to
Hamri mano to suno
Na ka kahe e duniya
Hum khush ho to khush
Na rahe e duniya
Takat uski jiski lathi re
Lathi ne ye duniya bati re
Jamuri sach hai ke nahi
Takat uski jiski lathi re
Ho o lathi ne ye duniya bati re
Fasle garibo ki yaha
Daulat walo ne kati re
Ke hamri mano to
Hamri mano to suno
Na ka kahe e duniya
Hum khush ho to khush
Na rahe e duniya
Dekha yaha dekha waha
Mauka mile jaha
Batiya banayike
Chakar chalaiyke
Dhokha kare waha
Ke hamri mano to
Hamri mano to suno
Na ka kahe e duniya
Hamri mano to suno
Na ka kahe e duniya.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Chandrani Mukherjee, Kavita Krishnamurthy
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Bappi Lahiri