Are husn chala kuchh aisi
Chaal deewane ka puchh na haal
Husn chala kuchh aisi chaal
Deewane ka puchh na haal
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya
Aji dil ko abb tak hai inkaar
Aankhe kar baithi ikraar
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya
Ho o o o kabhi paas
Aaye kabhi dur jaaye
Ke hai dil churaane ki laakhon adaaye
Nahi tir nikala abhi tak kamaan se
Nahi tir nikala abhi tak kamaan se
Koyi unase keh de ke dil ko
Bachaaye ke dil ko bachaaye
Haay husn chala kuchh aisi
Chaal deewane ka puchh na haal
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya
Dil ko abb tak hai inkaar
Aankhe kar baithi ikraar
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya
Oooo kahaan tak rahoge
Yeh daaman bachaake
Ke mushkil hai bachana
Nishaane pe aake
Hamara hai kya ham
Toh mitake rahenge
Hamara hai kya ham
Toh mitake rahenge
Jahaan tumane dekha jara
Muskuraake jara muskuraake
Dil ko abb tak hai inkaar
Aankhe kar baithi ikraar
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya
Are husn chala kuchh aisi chaal
Deewane ka puchh na haal
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya
Ho o o o yeh din hai
Tumhare zamana tumhare
Nigaahe udhar hai idhar hai ishara
Yeh paigaam dete hai julfon ke saaye
Yeh paigaam dete hai julfon ke saaye
Chala aaye jo hai mohabbat ka
Mara mohabbat ka mara
Uff husn chala kuchh aisi chaal
Deewane ka puchh na haal
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya
Dil ko abb tak hai inkaar
Aankhe kar baithi ikraar
Pyaar ki kasam kamal ho gaya
Haay pyaar ki kasam kamal ho gaya.
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Shamshad Begum, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Hemanta Kumar Mukhopadhyay