Jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalon ki
Husnwalon ki galiyon mein
Jana nahi
Jahar khana
Ke jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki
Ye najar par chada kar
Gira dete hai
Ye najar par chada kar
Gira dete hai
Ek sapna samjh kar
Bhula dete hai
Ek sapna samjh kar
Bhula dete hai
Inki ulfat ke
Inki ulfat ke fande mein
Aana nahi
Jahar khana
Ke jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki
Mithi bate suna kar
Banate hai ye
Jakhme dil
Jakhme dil dekh kar
Muskurate hai ye
Sama ki tarah
Sama ki tarah dil ko
Jalana nahi
Jahar khana
Re jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki
Ghar hazaro hai
Inke bigade hue
Ghar hazaro hai
Inke bigade hue
Baag lakho hai
Inke ujade hue
Baag lakho hai
Inke ujade hue
Jo fasa uska
Jo fasa uska koi
Thikana nahi
Jo fasa uska koi
Thikana nahi
Jahar khana
Re jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalon ki
Husnwalon ki galiyon mein
Jana nahi
Jahar khana
Ke jahar khana magar
Dil lagana nahi
Husnwalo ki.
Pushpa Hans
Shamshad Begum
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Shamshad Begum
Pushpa Hans
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi