Idhar bhi haseena udhar bhi haseena
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena udhar bhi haseena
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena
Nile pile aasmani aachalo ki hawa
Bin piye hi bekhudi hai cha raha hai nasha
Dekha jo inhe yaro to aa gaya pasina
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena udhar bhi haseena
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena
Jispe apni julf ka ye dal de bhandar
Iske chakkar se kabhi na nikle wo banda
Sabhi hai ek jaisi ye lili pili tina
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena udhar bhi haseena
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena
Dil ko ghar mein rakh ke aana
Inki mahfil mein
Warna yaro uthne wale aa base dil me
Hua hai dilwalo ka muskil jina
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena udhar bhi haseena
Kisi ne dil luta kisi ne dil chhina
Idhar bhi haseena.
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)