Ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Main tera diwaana banunga
Raani tu meri diwaani banegi
Ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Hoo ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Chain luta hai nind lutee hai,
Aise mausam me hamse ruthee hai
Chain luta hai nind lutee hai,
Aise mausam me hamse ruthee hai
Yeh tare hatho kee anguthee,
Prem kee pehalee nishanee banayegee
Ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Yeh gussa too bhuljayegee,
Tere honto pe hasee aayegee
Yeh gussa too bhuljayegee,
Tere honto pe hasee aayegee
Yeh aaj ho ga ya kal ko hoga,
Yeh berukhee meherbanee baneyegee
Ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Youn hi pahele to laaj aati hai,
Baad main gori maan jati hai
Youn hi pahele to laaj aati hai,
Baad main gori maan jati hai
Tera mera nayaa nayaa milan hai,
Ye mulakaat purani banegi
Ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Main tera diwaana banunga
Raani tu meri diwaani banegi
Ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee
Hoo ik naa ik din yeh kahanee banayegee
Too mere sapno kee ranee banayegee.
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)