In hawaon ke daman pe hai likha
Aaye sare nazaaro se yeh sada
In hawaon ke daman pe hai likha
Aaye sare nazaaro se yeh sada
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi
In hawaon ke daman pe hai likha
Aaye sare nazaaro se yeh sada
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi
Phulo ki baaho mein har subah
Narm sabnam jhuke
In pahado ke hotho pe bhi
Pyar se badli jhuke
Bhawre bagiche mein dolte hai
Kaliyo ka ghunghat wo kholate hai
Dharti ambar lehre sagar sab ne yahi kaha
In hawaon ke daman pe hai likha
Aaye sare nazaaro se yeh sada
In hawaon ke daman pe hai likha
Aaye sare nazaaro se yeh sada
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi
Sasno ke sang kabhi tute na jo
Aankhon se dil tak hai yeh shilshile
Kachi lagan ho mann mein agar
Rahu mein milti hai manzile
Yeh mohabbat kitni ajab hai
Jeene marne ka yeh sabab hai
Chanda suraj taare kirne sab ne yahi kaha
In hawaon ke daman pe hai likha
Aaye sare nazaaro se yeh sada
In hawaon ke daman pe hai likha
Aaye sare nazaaro se yeh sada
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi
Prem hai mann ka bandhan kachi dor nahi.
Achal
Shyam Anuragi
Vinod Rathod
Achal, Kavita Krishnamurthy
Jaspinder Narula