In mast nigahon se
Mujhko na pila dena
In mast nigahon se
Mujhko na pila dena
Tum ek musalmaan ko
Kafir na bana dena
Ho mohabbat mein nigahon se
Mohabbat mein nigahon se
Zuban ko kaam leti hoon
Kisi ki baat karti hoon
Kisi ka naam leti hoon
Shahenshah ho ke malika
Ho salami hum nahi karte
Shahenshah ho ke malika
Ho salami hum nahi karte
Haseena ho ke botal ho
Ho haseena ho ke botal
Ho gulami hum nahi karte
Sar jispe na jhook jaye
Ab mein jo kehne ja raha hoon
Na kisi ne kaha hai na kisi ne
Suna hai mulaiza farmaye huzoor
Sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte
Sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte
Har dar pe jo jhook jaaye
Ho har dar pe jo jhook jaye
Use sar nahin kehte
Sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte
O sahib dekhkar humko
Hasi kyon aa gayi tumko
O sahib dekhkar humko
Hasi kyon aa gayi tumko
Hamara naam hero hai
Ho hamara naam hero
Hai hume joker nahin kehte
O sar jispe na jhook jaye
Use dar nahi kehte
Ho woh aur hai peete hi
Khul jaate muh jinke
Aur hai peete hi khul
Jaate muh jinke
Pi jaate hai hum sab kuch
O pi jaate hai hum sab kuch
Kuch bhi gar nahin kehte
Sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte
Ho sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte
Ho har dar pe jo jhook jaye
Use sar nahin kehte
Sar jispe na jhook jaye
Use dar nahi kehte
In mast nigahon se
Mujhko na pila dena
In mast nigahon se
Mujhko na pila dena
Tum ek musalmaan ko
Kafir na bana dena
Sar jispe na jhook jaye
Use daar nahin kehte
Ho sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte
Har dar pe jo jhook jaye
Use sar nahin kehte
Sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte
Sar jispe na jhook jaye
Use dar nahin kehte.
Alka Yagnik, Hariharan
Alka Yagnik, Udit Narayan
Jaspinder Narula, Sardool Sikander
Alka Yagnik, Jaspinder Narula, Udit Narayan