India re aao
Muthi mein dariya
Pakad ke chalo
Bandhu re aao
Parbat se utro
Akad ke chalo
Aao garajate aur barso
Baarish ke bochaad
Ban ke aao
Bandhu re aao
Parbat se utro
Akad ke chalo
He dana dana barso
Kona kona garjo
Bandhu re saare
Umad ke chalo
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Kosaro kheti mein
Kheton ki faslon mein
Chal bandhu uth bandhu
Uth bandhu
India re aao
Muthi mein dariy
Pakad ke chalo
Hoo.
Tangenge saawan
Pichwaade aangan chalo
Jab chahe boye
Paani ki bunde
Hariyaali hariyaali phule re
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Rakh patthar parbat par
Logon ne rakkhi hai
Seeno mein deewarein
Deewaarein
India re aao
Muthi mein dariya
Pakad ke chalo
Maathe se maatha
Milakar zara sochna
Ganga kaaveri mat khojna
Yeh apne paani ki hai yojna
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Boyenge hum saare
Hum saare boyenge
Haath laga saathi
Akaash utha saathi
Jeene ka sapna hai
Kal kal apna hai
Haath laga saathi
Akaash utha saathi
Jeene ka sapna hai
Kal apna hai
Haath mila
Haath lagaa
Dharti ke andar
Se dariya nikaale
Dariya se paani
Ki yaari banaye ki
Yaariyon mein
Suraj ugaaye
Saathi zameen
Par ho ujaala
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge
India re aao
Muthi mein dariya
Pakad ke chalo
Bandhu re aao
Parbat se utro
Akad ke chalo
Aao garajate aur barso
Baarish ke bochaad
Ban ke aao
Bandhu re aao
Parbat se utro
Akad ke chalo
He dana dana barso
Kona kona garjo
Bandhu re saare
Umad ke chalo
He dana dana barso
Kona kona garjo
Bandhu re saare
Umad ke chalo
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Barsenge hum saare
Hum saare barsenge
Boyenge hum saare
Hum saare boyenge
Haath laga saathi
Akaash utha saathi
Jeene ka sapna hai
Kal kal apna hai.
Nagoor Babu (Mano), Neeti Mohan
S. P. Balasubrahmanyam
Haricharan
Aditi Paul, Srinivas