Is pyar ki basti mein
Hum rahte hai masti mein
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane
Is pyar ki basti mein
Hum rahte hai masti mein
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane
Hum pyar ke matvale dusman
Bhi hume pyara
Dharti pe hamari hai
Aakash ka nagtara
Hum pyar ke matvale dusman
Bhi hume pyara
Dharti pe hamari hai
Aakash ka nagtara
Ye desh hamara hai
Hum iske hai deewane
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane
Is pyar ki basti me
Hum rahte hai masti me
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane
Apni to jamane se har baat nirali hai
Har din hai yaha holi
Har rat diwali hai
Apni to jamane se har baat nirali hai
Har din hai yaha holi
Har rat diwali hai
Rakhte nahi gham koi
Aazad hai mastane
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane
Is pyar ki basti mein
Hum rahte hai masti mein
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane
Sauda nahi hota hai
Ulfat mein yaha dil ka
Bas ek hi rasta hai
Dil walo ki manzil ka
Sauda nahi hota hai
Ulfat mein yaha dil ka
Bas ek hi rasta hai
Dil walo ki manzil ka
Aankho me mohabbat hai
Hotho pe hi afsane
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane
Is pyar ki basti mein
Hum rahte hai masti mein
Duniya hume kya samjhe
Duniya hume kya jane.
Babul Supriyo, Khurshid Bawra, Meera Shenoy, Uma Devi Khatri (Tun tun)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Babul Supriyo, Suman Kalyanpur