Chadh ke oonchi deewaron pe
Hum elaan karenge
Dil ki sun’ne waalon se hi
Hum pehchaan karenge
Aur nahi kuch padna humko
Hum to heer padhenge
Ishq chashni se hum
Apne dil ke kuve bharenge
Aur nahi kuch padna humko
Hum to heer padhenge
Ishq chashni se hum
Apne dil ke kuve bharenge
Jab bhi uska hum haule se
Haath zara pakdenge
Life ke background score mein
Senti violin baja karenge
Dil ki maan ke, seena taan ke
Ishq karenge..
Ishq karenge..
Ho ishq karenge…
Are dil ki maan ke seena taan ke
Ho ishq karenge…
Khwab aankhon se yun chhalke
Ho saathi ban ke do pal ke
Haan tu bhi dekh le yaara
Haan mere sath mein chalke
Ho aisa aayega ek din
Har koi gayega ek din
Jo tujhse rooth ke baitha
Wo dar pe aayega ek din
Ho sach kehte hain hum toh
Jab bhi koshish zara karenge
Slow motion main with emotion
Laakhon phool jhadenge
Hum bande hain baginstan ke
Ishq karenge..ishq karenge..
Arey dil ki maan ke seena taan ke
Ishq karenge..ishq karenge..soniye..
Ishq karenge, ishq karenge.,
Ishq karenge maahiya..
Ishq karenge, ishq karenge.,
Ishq karenge ishq karenge..
Ram Sampath, Rituraj
Ram Sampath, Siddharth Basrur
Abhishek Nailwal, Suraj Jagan
Aditi Singh Sharma, Benny Dayal, Janusz Kruciński, Neeraj Shridhar
Abhishek Nailwal