Jaane Jan Kehke Bulaya - Ghar Ka Sukh lyrics | Ghar Ka Sukh - Jaane Jan Kehke Bulaya lyrics

Jaane Jan Kehke Bulaya is a hindi song from the 1987 movie Ghar Ka Sukh. Jaane Jan Kehke Bulaya singers are Alka Yagnik, Suresh Wadkar. Jaane Jan Kehke Bulaya composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi) and Jaane Jan Kehke Bulaya lyricist or song writer is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Jaane Jan Kehke Bulaya music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi). Jaane Jan Kehke Bulaya features Raj Kiran, Shoma Anand, Tanuja, Aruna Irani, Kader Khan, Asha Lata, Bharat Bhushan. Jaane Jan Kehke Bulaya director is and the producer is . The audio of Jaane Jan Kehke Bulaya song was released on null by T-Series. Jaane Jan Kehke Bulaya YouTube video song can be watched above.


Jane jaa kehke bulaya
To bura maan gaye
Haale dil apna sunaya
To bura maan gaye
Jane jaa kehke bulaya
To bura maan gaye
Haale dil apna sunaya
To bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye


Dekho tum kal bhi nahin
Aaye the wada karke
Aaj aaye hain to jagahde
Ka irada karke
Dekho tum kal bhi nahin
Aaye the wada karke
Aaj aaye hai to jagahde
Ka irada karke
Apni marji ke malik hain
Hame parva kiski
Kya karoge agar wada
Karke mukar jaayege
Haay tere waade
Pey jeeye hum
To e jaan jhuk jaana
Ki khusi se mar
Na jaate hum
Agar ik baar hote
Bade aaye shayar
Chhod do mujhe


Jaane kis kis ki ghajal
Roj suna karte ho
Maine ik sher sunaya
To bura maan gaye
Jaane kis kis ki ghajal
Roj suna karte ho
Maine ik sher sunaya
To bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye


Jo bhi rushwahi huyi
Uska gunehgaar hoon mein
Jo bhi rushwahi huyi
Uska gunehgaar hoon mein
Pyaar karta hoon uska
Talabgaar hoon mein
Jab bhi mila karte ho
Tab tab pareshaan karte ho
Aisi dewani mohabaat se
Bejaab hoon mein
Dil mein hain pyaar magar
Hothon pe ikraar nahin
Aayina hamne dikhaya
Toh bura maan gaye
Dil mein hain pyaar magar
Hothon pe ikraar nahin
Aayina hamne dikhaya
Toh bura maan gaye
Ham to samjha the tumhe
Husna ka sacha aashiq
Tumne humko hi banaya
To bura maan gaye


Maheka maheka ye baharon
Ka hasi mausam hain
Aise mein door kyun mujh se
Mere hamdam hain
Maheka maheka ye baharon
Ka hasi mausam hain
Aise mein door kyun mujh se
Mere hamdam hain
Aise mausam mein bahek
Jaane ka dar hain warna
Jo tumhara hain wahi
Hamara aalam hain sach
Phir to aajao meri
Baahon mein jaane jaa
Ab gusse mein ye na
Kahena boora maan gaye
Rutha jaana toh haseeno
Ki adaa hoti hain
Phir ab maan bhi laao
Lo hum maan gaye
Laa laa la laa la laaa…



Movie/album: Ghar Ka Sukh
Singers: Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Song Lyricists: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label: T-Series
Starring: Raj Kiran, Shoma Anand, Tanuja, Aruna Irani, Kader Khan, Asha Lata, Bharat Bhushan
Release on: null
1. Who is the music director of the song Jaane Jan Kehke Bulaya
Ans: Jaane Jan Kehke Bulaya song music director is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
2. Who is/are the singer/singers of the song Jaane Jan Kehke Bulaya
Ans: Jaane Jan Kehke Bulaya song singers are Alka Yagnik, Suresh Wadkar
3. Who is the Composer of the song Jaane Jan Kehke Bulaya
Ans: Jaane Jan Kehke Bulaya song composer is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
4. Who is the Lyricist of the song Jaane Jan Kehke Bulaya
Ans: Jaane Jan Kehke Bulaya song lyricist is Ravi Shankar Sharma (Ravi)
5. What is the movie of the song Jaane Jan Kehke Bulaya
Ans: Jaane Jan Kehke Bulaya song is from Ghar Ka Sukh
6. Who wrote the song Jaane Jan Kehke Bulaya
Ans: Jaane Jan Kehke Bulaya song is written by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Find other songs in - Ghar Ka Sukh

1
Lelo Lelo Babooji

Asha Bhosle

2
Bolree Jethani

Alka Yagnik, Anuradha Paudwal

3
Ab Sunle Meri Pukaar

Asha Bhosle, Sujata Trivedi

4
Bhala Kar Bhala Hoga

Anwar Hussain

5
Huzoor Aap Ye Tohfa

Anuradha Paudwal, Anwar Hussain