Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jeene ke waste roj marte hai hum
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jeene ke waste roj marte hai hum
Jaane kab honge kam
Jaane kab jaane kab
Jaane kab jaane kab
Jaane kab jaane kab
Jaane kab jaane kab
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Koi aas nahi ehsaas nahi
Dariya bhi mila bujhi pyas nahi
Koi aas nahi ehsaas nahi
Dariya bhi mila bujhi pyas nahi
Kiya jisne gila mili aur saza
Jise dekho yaha wohi aankh hai narm
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jeene ke waste roj marte hai hum
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Aashiqui ka diya jab se roshan kiya
Dard saare zamane ka dil mein liya
Aashiqui ka diya jab se roshan kiya
Dard saare zamane ka dil mein liya
Reh gaya intezar phir na lauti bahar
Ujhadi mehfil mein ab
Gut raha hai yeh dam
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jeene ke waste roj marte hai hum
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
So gayi har gali so gaya yeh saher
Apne halat se har koi bekhabar
So gayi har gali so gaya yeh saher
Apne halat se har koi bekhabar
Dil bujha hai yaha jagti hai nazar
Kab talak hum sahe raat ke yeh sitam
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jeene ke waste roj marte hai hum
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham
Jeene ke waste roj marte hai hum
Jaane kab honge kam
Jaane kab jaane kab
Jaane kab jaane kab
Jaane kab jaane kab
Jaane kab jaane kab
Jaane kab honge kam
Iss duniya ke gham.
Altaf Raja
Alka Yagnik
Abhijeet Bhattacharya