Are jaaneman hoye jaaneman
Aap humse mohabbat na kijiye
Jaaneman aap humse
Mohabbat na kijiye
Dekhiye do din mein
Aap ka chehra utar gaya
Dekhiye do din mein
Aap ka chehra utar gaya
Janabeman ha janabe man
Ja ke ghar aayina to dekhiye
Janabeman ja ke ghar
Aayina to dekhiye
Chehra hamara ya ke
Tumhara utar gaya
Chehra hamara ya ke
Tumhara utar gaya
Jaaneman janabeman
Oye jaaneman janabeman
Maine jisko pyar se dekha
Dekha kabhi
Are maine jisko pyar se dekha
Dekha kabhi
Armaan ban ke
Armaan ban ke us ke
Dil mein utar gaya
Humse nazar milane ki
Humse nazar milane ki
Aap himmat na kijiye
Aap himmat na kijiye
Achha jo teer nazar
Jo teer nazar chal gaya
Dekhoge mar gaya
Jo teer nazar chal gaya
Dekhoge mar gaya
Jaaneman
Oye jaaneman aap humse
Mohabbat na kijiye
Janabe man
Ja ke ghar aayina to dekhiye
Jaaneman janabeman
Dekh aashiq hai mar bhi jayege
Dekh aashiq hai mar bhi jayege
Leke naya janam laut aayege
Milange tumhe phir sanam hum
Milange tumhe phir sanam hum
Ishq tumhi se hum fermayege
Ishq tumhi se hum fermayege
Akadte kya ho apni jaat dekho
Akadte kya ho apni jaat dekho
Aur badi baat dekho
Ishq humse karoge kya socha hai
Ishq humse karoge kya socha hai
Zara dekho ha apni aukat dekha
Zara dekho ha apni aukat dekha
Roti rahogi ha raato ko
Are roti rahogi ha raato ko
Takiyo se lipat lipat ke
Takiyo se lipat lipat ke
Are ishq nahi hai
Ishq nahi hai aisa nasha
Jo chhad ke utar gaya
Janabe man ha janabe man
Ja ke ghar aayina to dekhiye
Chehra hamara ya ke
Tumhara ka utar gaya
O jaaneman
O jaaneman aap humse
Mohabbat na kijiye
Dekhiye do din mein
Aap ka chehra utar gaya
Janabeman hoye jaaneman
Janabeman janabeman.
Mohammed Rafi
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)